Insaan Aur Khuda
Ek Din Khuda Ne Mujhse Kaha: “Mat Karintezar Is Janam Mein Uska, Milna Mushkil Hai.
Maine Bhi Keh Diya: “Lene De Maza Intezar Ka, Agle Janam Mein To Mumkin Hai.”
Phir Khuda Ne Kaha: “Mat Kar Itna Pyar Bahut Pachhtayega.”
Muskura Ke Maine Kaha: “Dekhte Hain Tu Kitna Mujhe Tadpayega.”
Phir Khuda Ne Kaha: “Bhool Ja Use, Chal Tujhe Jannat Ki Apsra Se Milata Hoon.”
Maine Kaha: “Aa Neeche Dekh Mere Pyar Ka Muskurata Chehra, Tujhe Jannat Ki Apsra Bhulwata Hoon.
Gusse Mein Khuda Ne Kaha: “Mat Bhool Apni Aukaat Tu To Ek Insaan Hai.”
Hans Kar Maine Kaha: “Toh Mila De Mujhe Mere Pyar Se Aur Saabit Kar Ki Tu Hi Bhagwan Hai.”
Phir Khuda Ne Guuse Mein Uski Mujhse Shadi Kara Di. Sab Bhoot Utar Gaya.